Dialogue 2/4: Very Formal Urdu Meeting and Greeting
English |
Urdu
|
Greetings. ( literally:[my] respects are presented ) |
Aadaab arz hai.
|
آداب عرض ہے ۔
| |
Greetings. |
Aadaab arz hai.
|
آداب عرض ہے ۔
| |
[How is your] noble disposition? ie how are you? |
Mizaaj shareef?
|
مزاج شریف ؟
| |
[Thanks to] your prayers. |
Aap kee doo-aa hai.
|
آپ کی دعا ہے ۔
| |
What is your noble name? |
Aap kaa ismay shareef kyaa hai?
|
آپ کا اسم شریف کیا ہے ؟
| |
My name is (Zeenaa). |
Meraa naam (Zeenaa) hai.
|
میرا نام زینہ ہے۔
| |
Pleased to meet you |
Milkar baree khushee hoo-ee.
|
ملکر بڑی خوشی ہوئی ۔
| |
Pleased to meet you. |
Milkar baree khushee hoo-ee.
|
ملکر بڑی خوشی ہوئی ۔
|